
malakhedi me tulsi jayanti ko bade dhoom dham se manaya jata hai .tulsi college me prati varsh tulsi jayanti ko bade dhoom dhaam se manaya jaata hai .is avsar par akand ramayan ka paath bhi karaya jata hai .our bahut anand uthaya jata hai .is din kavi sammelan bhi karaya jata hai.is kavi sammelan me bada maja ata hai.
No comments:
Post a Comment